What's new

Urdu & Hindi Poetry

Door se dekha toh chaand nazar aaya,
paas jaa ke dekha to ganja naha raha tha!!!

/me runs.
 
Amazing poetry
राम मरे रावण के हाथों, सीता मैय्या जल गई
गुरुग्रंथ बस ग्रंथ बन गया, उमर बुद्ध की ढल गई
कुछ भी नहीं है शेष, अब ये देश जला दो.

मुसलमान ने हिन्दु मारा, खुदा हुए परेशान
हिन्दु ने हथियार उठाया, अब रोया भगवान
मंदिर मस्जिद सब घबराये, खतरे में है जान
हँसता है हैवान, ना मिलता एक भी अब इंसान
धर्म का ये संदेश कि अब ये देश जला दो.

मधुशाला की साकी को, खुद मदिरालय ने मारा
हिमगिरि का उत्तुंग शिखर भी, मूक रहा बेचारा
हारे को हरिनाम मिले क्या? हरि स्वयं भी हारा
कवि भरा है कोलाहल से, सूखी कविता धारा
दंग है हर दर्वेश तो अब ये देश जला दो.

खून रोज ही देते हैं, आजादी ना मिल पाई
और सुरसा के मुख के जैसे, बढ़ती है मंहगाई
संसद में बरसात, बदली है सारे देश में छाई
लोग कहीं और तंत्र कहीं हैं, लोकतंत्र है भाई
लो माचिस है पेश, अब ये देश जला दो.

Added by another person:
वह देखो! कुछ बिरला रतन सा दिखता है
वह देखो! तम घटता-सा भी दिखता है
वह देखो! पग पग गिरता, फिर फिर उठता
भारत-मानव धीरे-धीरे दुनिया चढ़ता-सा दिखता है
वापस लेता निर्देश कि “अब ये देश जला दो”
साथ चलो औ’ साथ बढ़ो, ये विश्व हिला दो

there r some hard hindi words in there,nevertheless will try translating shortly
 
Rone Se Ghum-e-Dil Ka Guzara Nahi Hotta
Har Ashk Mohabat Ka Sahara Nahi Hotta

Uss Rooz Yee Lagta hay Ke Bekaar Jiyay Hum
Jiss Rooz Sanam Zikr Tumhara Nahi Hotta

Darya-e-Mohabat Mein Hein Tofaan Bhi Bhanwar Bhi
Har Kashti Ke Kismat Mein Kinara Nahi Hotta


Sung By Mitali Singh....



---------- Post added at 11:46 PM ---------- Previous post was at 11:44 PM ----------

Amazing poetry
राम मरे रावण के हाथों, सीता मैय्या जल गई
गुरुग्रंथ बस ग्रंथ बन गया, उमर बुद्ध की ढल गई
कुछ भी नहीं है शेष, अब ये देश जला दो.

मुसलमान ने हिन्दु मारा, खुदा हुए परेशान
हिन्दु ने हथियार उठाया, अब रोया भगवान
मंदिर मस्जिद सब घबराये, खतरे में है जान
हँसता है हैवान, ना मिलता एक भी अब इंसान
धर्म का ये संदेश कि अब ये देश जला दो.

मधुशाला की साकी को, खुद मदिरालय ने मारा
हिमगिरि का उत्तुंग शिखर भी, मूक रहा बेचारा
हारे को हरिनाम मिले क्या? हरि स्वयं भी हारा
कवि भरा है कोलाहल से, सूखी कविता धारा
दंग है हर दर्वेश तो अब ये देश जला दो.

खून रोज ही देते हैं, आजादी ना मिल पाई
और सुरसा के मुख के जैसे, बढ़ती है मंहगाई
संसद में बरसात, बदली है सारे देश में छाई
लोग कहीं और तंत्र कहीं हैं, लोकतंत्र है भाई
लो माचिस है पेश, अब ये देश जला दो.

Added by another person:
वह देखो! कुछ बिरला रतन सा दिखता है
वह देखो! तम घटता-सा भी दिखता है
वह देखो! पग पग गिरता, फिर फिर उठता
भारत-मानव धीरे-धीरे दुनिया चढ़ता-सा दिखता है
वापस लेता निर्देश कि “अब ये देश जला दो”
साथ चलो औ’ साथ बढ़ो, ये विश्व हिला दो

there r some hard hindi words in there,nevertheless will try translating shortly

Can I have it in Roman Hindi? I cant read devnagri script.
 
Last edited by a moderator:
Abb aisi muhabbat kia karni..great poem and brilliant dard bhari voice

 
Last edited by a moderator:
jab kashti sabit-o-salim thi
sahil ki tamanna kisko thi

ab aisi shikasta-kashti main
sahil ki tamanna kaun kare.
 
this is my favourite one by MOMIN KHAN MOMIN

TUM MERE PAS HOTE HO GOYA
JAB KOI DUSRA NHI HOTA

AND ACCORDING TO GHALIB ''MOMIN MERA SARA DEEWAN LELE LEKI YE SHAIR MUJE DEDE''
 
raam mare raavn ke haathon, sitaa maiyyaa jl gai
gaurugarnth bs garnth bn gayaa, umar buddh ki dhal gai
kuch bhi nahin hai shesh, ab ye desh jlaa do.

muslmaan ne hindu maaraa, khudaa hue preshaan
hindu ne hthiyaar uthaayaa, ab royaa bhgavaan
mandir masjid sab ghabraaye, khatre men hai jaan
hastaa hai haivaan, naa miltaa ek bhi ab insaan
dharm kaa ye sandesh ki ab ye desh jalaa do.

madhushaalaa ki saaki ko, khud madiraaly ne maaraa
himgairi kaa uttunga shikhar bhi, muk rahaa bekaaraa
haare ko harinaam mile kyaa? hari svyn bhi haaraa
kavi bharaa hai kolaahal se, sukhi kavitaa dhaaraa
dang hai har darvesh to ab ye desh jalaa do.

khun roj hi dete hain, azaadi naa mil paai
aur sursaa ke mukh ke jaise, badheti hai mehengai
sansad men brsaat, badli hai saare desh men chaai
loga akhin aur tntr kahin hain, loktantr hai bhaai
lo maachiis hai pesh, ab ye desh jlaa do.

Added by another person:

woh dekho! kuch birlaa ratn saa dikhtaa hai
woh dekho! tam ghat-ta-saa bhi dikhtaa hai
woh dekho! paga paga girtaa, fir fir uthtaa
bharat-manav dhire-dhire duniyaa chadhtaa-saa dikhtaa hai
vaapas letaa nirdesh ki “ab ye desh jlaa do”
saath chalo au’ saath badho, ye vishv hilaa do|

here...
 
saa.Ns lenaa bhii kaisii aadat hai
Gulzar




saa.Ns lenaa bhii kaisii aadat hai
jiiye jaanaa bhii kyaa ravaayat hai
koii aahaT nahii.n badan me.n kahii.n
koii saayaa nahii.n hai aa.Nkho.n me.n
paa.Nv behis hai.n, chalate jaate hai.n
ik safar hai jo bahataa rahataa hai
kitane baraso.n se, kitanii sadiyo.n se
jiye jaate hai.n, jiye jaate hai.n
aadate.n bhii ajiib hotii hai.n
 
beniyaaz-e-Gam-e-paimaan-e-vafaa ho jaanaa
Ahmed Faraz

beniyaaz-e-Gam-e-paimaan-e-vafaa ho jaanaa
tum bhii auro.n kii tarah mujh se judaa ho jaanaa

mai.n bhii palako.n pe sajaa luu.Ngaa lahuu kii buu.Nde.n
tum bhii paabastaa-e-zanjiir-e-hiinaa ho jaanaa

Khalq kii sang_zanii merii Khataao.n kaa silaa
tum to maasuum ho tum duur zaraa ho jaanaa

ab mere vaaste tariyaq hai ilhaad kaa zahar
tum kisii aur pujaarii ke Khudaa ho jaanaa

Yeh Imran Dada ji ke liye.......:D

La pilade sakiya - Pankaj Udhas

Patti Patti gulab ho jati; har kali mehakhwab ho jati
tune dali na mehfisha nazaren; varna shabnam sharab ho jati

Patti Patti gulab kya hogi; har kali mehakhwab kya hogi
Jisane laakhon haseen dekhen ho; usaki niyat kharaab kya hoti

La pila de sakiya paimana paimane ke baad
hosh ki baate karunga hosh me aane ke baad

Dil mera lene ki khaatir; minnate kya kya na ki
Kaise nazaren pher li; matlab nikal jaane ke baad
La pilade sakiya paimana paimane ke baad

Waqt saari zindagi me dohi guzare hai kathin
ek tere aane se pahele ; ek tere jaane ke baad
La pilade sakiya paimana paimane ke baad

Surkh ru hota hai insaan thokare khaane ke baad
rang lati hai heena ; patthar pe pis jane ke baad
La pilade sakiya paimana paimane ke bad
hosh ki baate karunga hosh me aane ke baad
La pilade sakiya paimana paimane ke baad
 
this is my favourite one by MOMIN KHAN MOMIN

TUM MERE PAS HOTE HO GOYA
JAB KOI DUSRA NHI HOTA

AND ACCORDING TO GHALIB ''MOMIN MERA SARA DEEWAN LELE LEKI YE SHAIR MUJE DEDE''

Not many know about this fact.... Thanks, your post took me back to my boarding school..
 
shaam se aa.Nkh me.n namii sii hai
Gulzar


shaam se aa.Nkh me.n namii sii hai
aaj phir aap kii kamii sii hai

dafn kar do hame.n ki saa.Ns mile
nabz kuchh der se thamii sii hai

vaqt rahataa nahii.n kahii.n chhupakar
is kii aadat bhii aadamii sii hai

ko_ii rishtaa nahii.n rahaa phir bhii
ek tasliim laazamii sii hai
 
Wowwwwww..... Excellent thread !!!

_____________________________________________________________

Kab se hain ek harf pe nazrein jamii huyii....

Wo padh raha hoon jo nahii likha kitaab mein!!

_____________________________________________________________


Bade Zor-o-Shor Se Chal Raha hai Kaar-O-Baar Muhabbat Ka....

Kahin Chaahatein Bik Rahi hain Kahin Log Badal Rahe hain.

_____________________________________________________________



Tu Mujh Se Doriya'n Barhane Ka Shoq Pora Ker
Meri Bhi Zid Hai K Tujhe Her Dua Mein Mangunga
 
Sparsh
Gulzar



Quran haatho.n me.n leke naabiinaa ek namaazii
labo.n pe rakhataa thaa
dono.n aa.Nkho.n se chuumataa thaa
jhukaake peshaanii yuu.N aqiidat se chhuu rahaa thaa
jo aayat.n pa.D nahii.n sakaa
un ke lams mahasuus kar rahaa ho
mai.n hairaa.N-hairaa.N guzar gayaa thaa
mai.n hairaa.N hairaa.N Thahar gayaa huu.N
tumhaare haatho.n ko chuum kar
chhuu ke apanii aa.Nkho.n se aaj mai.n ne
jo aayate.n pa.D nahii.n sakaa
un ke lams mahasuus kar liye hai.n
 

Back
Top Bottom