What's new

Sufi Music | Food for Soul


Fusion - Rohail Hyatt
Kalam - Kabir (uth jaag musafir)
Singers - Farid Ayaz and Abu Muhammad
Raga - Bhairav (Bhairon) early morning raga
 
Abrar ul Haq reciting Allama Iqbal kalaam.

abrar ul haq kabhi aye haqeqat-e-muntazir | Tune.pk

[/quote]



Kabhi Ae Haqiqat-e-Muntazir! Nazar Aa Libas-e-Majaz Mein
Ke Hazar Sajde Tarap Rahe Hain Meri Jabeen-e-Niaz Mein

For once, O awaited Reality, reveal Yourself in a form material,
For a thousand prostrations are quivering eagerly in my submissive brow.




Tu Bacha Bacha Ke Na Rakh Isse, Tera Aaeena Hai Woh Aaeena
Ke Shikast Ho To Aziz Tar Hai Nigah-e-Aaeena Saaz Mein

Do not try to protect them, your mirror is the mirror
Which would be dearer in the Maker's eye if they broken are





Na Woh Ishq Mein Raheen Garmiyaan, Na Woh Husn Mein Raheen Shaukiyan
Na Woh Ghaznavi Mein Tarap Rahi, Na Kham Hai Zulf-e-Ayaz Mein

Neither love has that warmth, nor beauty has that humour
Neither that restlessness in Ghaznavi nor those curls in the hair locks of Ayaz are,


Jo Mein Sar Basajda Huwa Kabhi To Zameen Se Ane Lagi Sada
Tera Dil To Hai Sanam Ashna, Tujhe Kya Mile Ga Namaz Mein

Even as I laid down my head in prostration a cry arose from the ground:
Your heart is in materialism, no rewards for your prayers are.
 

Pakistan Affairs Latest Posts

Back
Top Bottom